Jindagi se Bekhabar inshan aaj maut ka saman jutane mein Laga hai
Sathiyon aaj ka Insan jab se Hos sambhala hai Keval roti kapda Makan ki HOD mein Apne vajud ko bhul gaya hai Insan itna khudgarj hai ki is jindagi ki race mein na jaane kitnon ko kuchal kar jivan mein aage badhana chahta hai lekin is baat se bekhabar hai ki inesabka bhavishya Keval maut haiIsliye sathiyon ham Jaha per Hain vahan ruke rukne ke bad khud se puche ki Mera vajud kya hai main kis liye Manav ka sharir mein aaya hun aur ant mein iska bhavishya kya haiTab Shayad is baat ka pata chalega ki maine Keval roti kapda Makan ke liye asali jindagi ko bahut piche chhod Diya