Sitapur City Me main road ki halat kharab prashasan maun
Sitapur Shahar Jahan sabse bada eye hospital hai Sitapur Sahar jahan ki Dari mandi mashhoor hai aaj Sitapur ki road aur raste Galiya jakhmi halat me hai janta paresaan hai prashasan maun hai Sarkar so rahi hai