logo
Select Language
Hindi
Bengali
Tamil
Telugu
Marathi
Gujarati
Kannada
Malayalam
Punjabi
Urdu
Oriya

Bihar me hone wale chunav me isbar kuchh naya chehre dekhne ko milega

Rjd me kabhi naye logo ne join Kiya h
Jaisa ki ap logo ko maalum hoga haal ho me dr.mohhamad Sahabuddin sahab ke bete osama sahab ne rjd join Kiya or kayee naye diggaj hastiyo ne v rjd ka daman thama h ,
2025 ka chunav kaisa rahega ye to aane wale wakt me pta chalega lekin abhi sutro k hawale se pta chala h ki rjd ki sarkar aane ki kafi sambhavna dikh rhi h !

151
15091 views

Comment