Railway crossing per ghanton gadi Khadi hone ke sandrbh mein
Sathiyon main avgat karana chahta hun ki Aaye Din Aam Janata is samasya se jujh rahi hai Baliya se Panch number gate ki taraf jaane ke liye Raste per Aaye din railway crossing per Khadi Ho Jaati Hai jisse Aam public ko Kafi Samay tak Intezar karna padta hai
Koi Sajjan school ja raha hai to Koi bank office ja raha hai Kisi Ke train hai ine sab ke jimmedaar kaun hai