logo

Bhagalpur Nagar Nigam

Bhagalpur Nagar Nigam ki charchai avastha ke Karan Safai karya zero Shahar mein nahin ho rahi hai Safai Safai karmchari dwara subah Se Hi road per gadi lagakar kuda uthane ke kram mein road jaam kar dete Hain jisse School jaane wale bacche roj majduri karne wale log ya Anya logon ka sthiti kafi bada hai main Bharat ki janvadi naujawan sabha DYFI rajya commity ki or se yah mang Karta Hun ki Bhagalpur mein Safai ki charmadati vyavastha ko shighra durust kiya jaaye gyat Ho ki Durga Puja ko lekar Shahar mein kafi bheed bhad badh gaya hai Anya aam Jan Durga Puja ki kharidari ko lekar kafi bheed ka Samna kar rahe hain aur Bhagalpur mein Koi bhi vidhi vyavastha ka sanchar Sadar Roop se nahin Ho Pa raha hai ise shighra durust karne ki avashyakta hai
Nivedak Manoj Kumar Gupta DYFI rajya commity sadasya Bhagalpur

9
737 views