logo
Select Language
Hindi
Bengali
Tamil
Telugu
Marathi
Gujarati
Kannada
Malayalam
Punjabi
Urdu
Oriya

47th Mela Mata Basanti Devi Ramgarh (Panchkula ) 31/3/2026

Mata Basanti Devi Mandir Ramgarh Panchkula mein 47th Mela bahut hi dhoom dham se manaya gaya .Mandir ke prangan mein Hawan, Bhajan Kirtan aur Bhandare ka aayojan kiya gaya. Jisme hazaro sardhaluon ne Maa ka aashirwaad liya. Mele mein logon ne zamkar kharidaari ki.Bacchon ne zhullon ka anand liya. Mele mein Dangal ka aayojan bhi kiya gaya jiska logon ne bharpur anand liya.

49
280 views

Comment