Seohara mai najayez kabze ka irada
Seohara mai ali ayub naam k vyakti ne apne pita ki bechi hue property jo ki uske pita ne sell out kardi registry k sath us par apna dawa karne ka pryas kiya or un jin logo dwara khareedi gai unse paise mangne ka pryas kar raha hai.Log kafi pareshan ho gaye hai .yeh vyakti kuch paiso k liye najayez muakdme karta hai.